meri Kalpana...
Itni haseen ladki kabhi dhekhi na thi
Jis ki ankhoon main sharam thi
baaton main jadoo tha
us ki Itni khubsoorat awaz thi ki kya btayu..
us ki muskrahat haye...
jab wo muskrati Thi
main apna sara gham bhool jata
us ki ankhoon main ek nasha h
jab se us ko dhekha hain neend nehi aati
us ki tasveer mere dil main utar gayi hain
dil kartaa hain dhekta rahon use zindagi bhar
sayad wo pari hain itni khubsoorat
kahi aisa na ho ki pari kabhi insaan ko mil nehi sakti....
~kps
Comments