meri Kalpana...
Itni haseen ladki kabhi dhekhi na thi Jis ki ankhoon main sharam thi baaton main jadoo tha us ki Itni khubsoorat awaz thi ki kya btayu.. us ki muskrahat haye... jab wo muskrati Thi main apna sara gham bhool jata us ki ankhoon main ek nasha h jab se us ko dhekha hain neend nehi aati us ki tasveer mere dil main utar gayi hain dil kartaa hain dhekta rahon use zindagi bhar sayad wo pari hain itni khubsoorat kahi aisa na ho ki pari kabhi insaan ko mil nehi sakti.... ~kps