Posts

Tere liye.. #NinniKarm

Image
Natkhat hai, Pyari hai,Gudiya rani hai, Sab se alag woh deewani hai, Titliyo ki tarah udti hai, Kabhi idhar kabhi udhar uchalti hai, Hasti hai hasati hai humko bhut satati hai, Hai bhut choti par khud ko bada samajti hai, Hamare har sukh dukh mein, Sath chalne ki kosish karti hai, Karte hai hum bhi us se bhut sara pyaar, bss abb toh Bees (20) October ka intzaar !!!

Hum Dil de chuke sanam...🌹❤️

Image
baaton ki sargoshiyon mein ek ajeeb si bechani h ... ehh dil sab jagah teri hi manmaani h... gambheer se kuch lamhon mein hum dono ki hassi bhi chehkti h... dono IT k mazdoro ki umar mein bhachpana sa mehkta h.... dheere dheere chal rhi dhadkano mein yeh dil kahi dhirkakta h... kuch yon sajai h yeh sejj phoolnon ne ki dilligi k agge haar maan li usolon ne...

Dil ka aalam ....#WhenSheFought :D

Image
woh kkhaamosh hum pareshaan se kyu hain? woh natkhat hum nadaan se kyu hain? unki aawaaz hamari dhadkan hai, per woh ye jaan kar bhi anjaan se kyu hain? ho judaai ka sabab kuch bhi magar hum use apni khata kehte hain voh to saanson mein dhali hai mere jaane kyun tanhainyo mein juda kehte hain? chup rehte hain ki koi khata na ho jaye humse koi ruswa na ho jaye badi muskil se koi apna bana hai milne se pehle hi koi juda na ho jaye…

♥ ♥ ♥ Tu khwaab hai ya koi jadugari ♥ ♥ ♥

Image
♥ ♥ ♥ Tu khwaab hai ya koi jadugari ♥ ♥ ♥    Who achanak ayegi is tarah se meri zindgi mein, maine kabhi socha na tha, achanak se dosti or dosti se mohabbat hogi, maine kabhi socha na tha, Uska who masoom sa chehra dil ko mere bha gaya, Mohabbat ka nasha kuch is kadar cha gaya,   Mohabbat mein meri who is kadar khoyi hai, Mujhe na pane ka dar se who ratoon ko chip--chip ke royi hai, Chahat meri bhi kuch kam nahi, Par unki chahat ke aage uss mein dum nahi, Chahat ka meri is kadar imtehan na lijiye, Meri chahat mein apni chahat ki merji samil kijiye,   Vishwas karo hum par... tootne hum nahi denge, Sath aap dena... chootne hum nahi denge, Mohabbat ki hai...Mohabbat karege, Sath rahe hai... sath rahege.   Lub u Ninni ;)

Leh Diaries

Image

Dastaar....The Turban!

Image
The turban is our Guru's gift to us. It is how we crown ourselves as the Singhs and Kaurs who sit on the throne of commitment to our own higher consciousness. For men and women alike, this projective identity conveys royalty, grace, and uniqueness. It is a signal to others that we live in the image of Infinity and are dedicated to serving all. The turban doesn't represent anything except complete commitment. When you choose to stand out by tying your turban, you stand fearlessly as one single person standing out from six billion people. It is a most outstanding act. Bana: Appearance & Form The "bana" or form, the personal appearance of a Sikh, is one of the foremost ways that a Sikh maintains his or her consciousness as the Guru intended. The Guru has given his Sikh specific instructions to keep his or her natural form as created by God. Thus, all hair is maintained, uncut, and untrimmed. The Guru has given his Sikh a standard of dress which distingui

ZinDa Ho Tum!!!

Image
Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho Toh zinda ho tum! Nazar mein khwaabon ki bijliyan leke chal rahe ho Toh zinda ho tum! Hawa ke jhonkon ke jaise aazad rehna seekho Tum ek dariya ke jaise, leharon mein behna seekho Har ek lamhe se tum milo khole apni baahein Har ek pal ek naya samaa dekhe ye nigaahe Jo apni aankhon mein hairaniyan leke chal rahe ho Toh zinda ho tum! Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho Toh zinda ho tum!  ~Javed Akthar~